Saturday, October 09, 2010

Relationships!

Relationships are to be nurtured
Life is to be cherished
Then, only then
will everything fall into place
Like a solved puzzle..

Wednesday, October 06, 2010

Character is not physical in nature. Its all about a man's heart, his soul, his emotion and the way he deals with life's situations. 

Tuesday, September 28, 2010

Why am I still so lonely?

My life
Seems like an unending whirlpool
Sucks me deep inside
Am scared to death
No hand to hold
No lo and behold
Just a deep crevice
Nothing to fill
No fancy no frill
Love eludes me
Like life eludes death
And leaves me craving
Like a dry ocean bed
There are friends
And laughter
Well wishers
And family
And I do thank thee
Just one question
Why am I still so lonely?
Why am I still so lonely?

Wednesday, June 23, 2010

Lonely Togetherness

As the raindrops splatter across on the window pane
a shiver runs down my spine as I feel the cold rain
Each strand of my hair
does a tango in the air
The cool breeze gently kisses my neck
and my innermost feels the peck
There is a subtle romance
me and the rain, as we dance
The downpour takes along my tears
as if wiping away all my fears
All the lonely drops together in their loneliness
teach me the lesson of togetherness
Are we all not like drops of rain
painfully lonely yet together in pain..

Monday, June 07, 2010

Dil se..

Shayari kya hai ye nahi jaante

Par likh liya karte hain

mohabbat kya hai ye nahi jaante

Par wafa kar liya karte hain

Ibaadat kya hai ye nahi jaante

Par shukr ada kar liya karte hain

Ye daawa hai magar yaaron

Jo bhi karte hain dil se kiya karte hain..

Saturday, May 29, 2010

zaroorat..

Sachchi chahat ki zaroorat tujhe bhi aur mujhe bhi hai,

sachche ehsaas ki zaroorat tujhe bhi aur mujhe bhi hai..

yun to chahne wale bohot aaye bhi aur gaye bhi,

aakhri saans tak rehne wale ki zaroorat tujhe bhi aur mujhe bhi hai..

Arz kiya hai..

Tum kehte ho ki tum se door rehna seekh lain,
tum hi kaho ki hum saanson ke bina kaise jeena seekh lain..

Tumse hamara faasla bas itna hai, ki jaise rooh se badan ka
kehne ko to koi mel nahi, magar is se achcha saboot nahi koi milan ka..

Sunday, May 02, 2010

Sher

Hum aksar un logon ko yaad karte hain,
Jinki kami hum dil se mehsoos karte hain.
Par kuch aise bhi shaks hote hain,
Jo rooh ki tarah hum main hi base hote hain.
Aapki yaad to nahin satati hai humain,
Magar sach kahen aapke bin hum bejaan se hote hain.

Tuesday, January 05, 2010

Still Waiting..

Strange is the way I feel
a craving
a longing
for my soulmate, my aching soul's heal

I have been in love many a time
spiritually
sincerely
gave it all, truly sublime

And yet I am still waiting for
true love
soul stirring
a feeling, never ever felt before


khwahishain..

kya karen un khwahishon ka, jo thamne ka naam nahin leteen

uthtee to hain lehron ki tarah, par simatne ka naam nahin leteen

aansuoon ki hazaaron boondon ko, mushkil se dabaa ke rakha hai

par unke intezaar main, woh hai ki rukne ka naam nahin lateen


jaane kaun hai woh, besabri se jinka hamain intezaar hai

mar hi jaayen to achcha ho, jaan hai ki nikalne ka naam nahin letee